Wednesday 20 July 2011

Shaljam ka Insan

Shaljam ka Insan:

Kisi mulak par aik badshah hakumat karta tha jo buhat reham dil aur naik tha sab log us se buhat khush the badsha ki beti thi jis ka nam lubna tha wo buhat khubsurat thi aik din badsha bag main betha tha ke us ka wazir us ke pas aya aur bataya ke mehal ki sari nukraniyan aur malka aur shehzadi gayab hain utne main aik supasalar aya aur us ne bataya ke mulak ki sari aurtain aur bachiyan bhi gayab hain badsha buhat pareshan howa.

No comments:

Post a Comment